Super Star Rajesh Khanna

Super Star Rajesh Khanna

Sunday, January 24, 2016

Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai

Aakhir Kyon - 1985

It is a nice song sung by Lata and Amit Kumar ( son of Kishore Kumar). The song is picturised on Smita Patil, Rajesh Khanna and Rakesh Roshan.

Song Title : Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai 
Movie : Aakhir Kyon - 1985
Playback Singer's : Lata Mangeshkar and Amit Kumar
Lyrics Writer : Indeewar
Music Director by : Rajesh Roshan

LYRICS SONG :

Dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai
dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai
umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai
dushman na kare dost ne wo kaam kiyaa hai
umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai

toofaan mein hamko chhod ke saahil pe aa gaye
toofaan mein hamko chhod ke saahil pe aa gaye
saahil pe aa gaye
naaKhudaa kaa
naaKhudaa kaa hamne jinhen naam diyaa hai
umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai
dushman na kare o

pahle to hosh chheen liye zulm-o-sitam se
aaa aaa
pahle to hosh chheen liye zulm-o-sitam se
zulm-o-sitam se
deewaanagi kaa
deewaanagi kaa phir hamen ilzaam diyaa hai
umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai
dushman na kare o

ho o o
aaa
apne hi giraate hain nasheman pe bijliyaan
aaa aaa
apne hi giraate hain nasheman pe bijliyaan
nasheman pe bijaliyaan
gairon ne aa ke
gairon ne aa ke phir bhi use thaam liyaa hai
umr bhar kaa gham hamen inaam diyaa hai
dushman na kare dosh ne wo kaam kiya hai
umr bhar ka gham hamen inaam diya hai

No comments: